
Tere ankhon ki sagar me dub jane ko jee chahata he
pee kar tere labon k jaam behak jane ko jee chahata he
dekhkar tera sangmarmar sa badan ispe fishal jane ko jee chahata he
u liya na karo angdayi tan se lipat jane ko jee chahata he
teri har ada kayamat hai isi ada pe to mar jane ko jee chahata he
0 comments:
Post a Comment