Walk With Me
Mujhko Madhosh Sa Kargeyi
My Eyes Could Speak
What My Heart Feels For You,
Cause My Lips Can Lie On WhatIS ture.
My Eyes Couldn't Cause
Even If I close ThemI Could Still See You
I Would Cross A Thousand Oceans
Meri Jaan Se Bhi Pyare Ho Tum

Meri jaan se bhi pyare ho tum
mere tamam hasraton ki manzil ho tum
mere dil ki har khushi ho tum
barson tarsi jis pyar ko me
us pyar ka arman ho tum
meri jaan se bhi pyare ho tum…
Har Pal

Har Pal Saath Rehne Ki Kasam Khayi Hai,
Maine Har Rasm Ulfat Ki Nibhayi Hai,
Tum Daaman Bachakar Phoolon Mein Jaa Baithe Ho,
Mere Aangan Mein Sirf Tanhayi Hai.
Heart May Forget To Beat
Friday, January 21, 2011
Hold My Whole World
Take Rest In My Heart
Kabhi Ruthna Mat
Read more...
Tere Aankho ki Sagar
Read more...
Time May Take Us Apart
Read more...
If I Could Have Just One Wish
Aaj Unki Ankho Me
Thursday, January 20, 2011

Aaj un ki aankho me raaz wohi tha..
jism wahi jism ka lebaas wohi tha..
kaise main unko bewafa hehdu..
Q k aaj unke dekhne ka andaaz wahi tha..

Ek nazar hamari ek nazar tumhari,
Nazar ne Dil ki nazar utari,
Nazar ne dekha nazar ko aise ki,
kabhi nazar na lage Mahobbat ko hamari.

teri hasi sun ke zindagi gungunane lagti hai, teri hasi sun ke ankh jhilmilane lagti hai, bhula diya hai hasna hain jahain ki berukhi ne hasi teri sun ke hasi hamain ane lagti hai.

Pain is a very essential experience
in life.U will never experience love
otherwise, as love also brings pain.
Every time U feel pain in UR heart
or in UR mind,U can turn it into an
experience of great love.
When I Close My Eyes I See You

Why do we close our eyes wen we sleep –
wen we dream, wen we kiss?
This is becoz the most precious
thing in the world is unseen.
When I close my eyes I see you!
Nashili Aankho

Nashili aankho se wo jab hamein dekhte hain,
hum ghabraakar ankhen jhuka leite hain,
kaun milaye unn ankhon se ankhen,
suna hai wo ankho se apna bana leite hai
Do Pyar Karne walon

Do pyar karne walon se log jalte hain,
Tarah tarah ki baatein karte hain,
Jab suraj aur chaand ka hota hai milan
To usey bhi log grahan kehte hai
Kiss
A kiss is just a kiss
until u find the one u luv
a hug is just a hug
until it's the one u thinking of
a derrm is just a dream
until u make it come true













